Skip to main content

Fahran Akhtar's Poetry ZNMD.

Pighle neelam sa behta hua ye sama
Neeli-Neeli si khamoshiyaan
Na kahin hai zameen, na kahin Aasmaan
Sarsarati hui tehniyaan, pattiyaan
Keh raheen hai ki bas ek tum ho yahaan
Sirf main hoon
Meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan
Aur main sirf main
Apne hone par mujhko yaqeen aa gaya

HaiIk baat honthon tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon se hai jhaankti
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pahen ke honthon tak aa jaaye woh
Awaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh
Lekin jo yeh ik baat hai
Ehsaas hi ehsaas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be awaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chhupta nahin
Yeh jaane kaisa Raaz hai

Jab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraaya
Jab aansoo palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraaya
Hum ne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai

Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho.Toh zinda ho
tum!
Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe hoToh zinda
ho tum!
Hawa ke jhonkon ke jaise aazad rehna seekho
Tum ek dariya ke jaise, leharon mein behna seekho
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein
Har ek pal ek naya samaa dekhiye
Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe hoToh zinda
ho tum!
Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe hoToh zinda ho
tum!


Comments

Popular posts from this blog

Tere Bina chords by A.R. Rahman

CHORD diagrams for Guitar ,  A Dum Dara Dum Dara Mast Mast Dara E Dum Dara Dum Dara Mast Mast Dara A6 Dum Dara Dum Dum Oh Hum Dum A Bin Tere Kya Jeena x2 times A D A Tere Bina Beswaadi Beswaadi A Ratiyaan, O Sajna.. A D A Tere Bina Beswaadi Beswaadi A Ratiyaan, O Sajna.. Bm Rookhi Re woh Rookhi Re E7 A Kaatoore Kaate Katena A D A Tere Bina Beswaadi Beswaadi A Ratiyaan, O Sajna.. A Dum Dara Dum Dara Mast Mast Dara E Dum Dara Dum Dara Mast Mast Dara A6 Dum Dara Dum Dum Oh Hum Dum A Bin Tere Kya Jeena x2 times A A6 oho o ho o oo ho ooho D A o ho ho ho ho oho oho oho o A D A Na Jaa Chakri Ke Mare A D A Na Ja Sautan Pukaare D Am7 D Saawan Aayega Toh Poochega D A Na....Ja Re A D Pheeki Pheeki Beswaadhi Yeh Ratiyaan D ...

Mai Ni Meriye guitar chords - Mohit Chauhan

Strumming : D DU UDU (G)Mai ne meriye (G)Shimle di raahe (D)chamba (C)kitni (G)durr (G)Mai ne meriye (G)Shimle di raahe (D)chamba (C)kitni (G)durr (D)O Shimle ni (G)vasna, (C)Kasauli ni (G)vasna (D)O Shimle ni (G)vasna, (C)Kasauli ni (G)vasna (D)Chambe (C)jaana (G)zarur (D)Chambe (C)jaana (G)zarur (G)Mai ne meriye (G)Shimle di raahe (D)chamba (C)kitni (G)durr (D)O laaiya (G)mohabbata (C)durr (G)daraje (D)O laaiya (G)mohabbata (C)durr (G)daraje (D)Aankhiyan (C)to hoya (G)kasoor (D)Aankhiyan (C)to hoya (G)kasoor (G)Mai ne meriye (G)Shimle di raahe (D)chamba (C)kitni (G)durr (D)O may ka (G)mahide (C)gutna nu (G)jasa (D)O may ka (G)mahide (C)gutna nu (G)jasa (D)Ho meri (C)aankhiyan (G)darur (D)Ho meri (C)aankhiyan (G)darur (G)Mai ne meriye (G)Shimle di raahe (D)chamba (C)kitni (G)durr (D)chamba (C)kitni (G)durr (D)O Shimle ni (G)vasna, (C)Kasauli ni (G)vasna (D)O Shimle ni (G)vasna, (C)Kasauli ni (G)vasna (D)Chambe (C)jaana (G)zarur (D)Chambe (C)jaan...

Main Rang Sharbaton Ka Guitar Chords by Atif Aslam from Phata Poster Nikla Hero

(G)Khwaab Hai Tu (Em)Neend Hoon Main (C)Dono Mile Raat (D)Bane. (G)Roz Yahin (Em)Maangu Duaa (C)Teri Meri Baat (D)Bane. (G)Baat Bane. Main (G)Rang Sharbaton(C)Ka Tu(D) Meethe Ghaat Ka(G)Paani Main (G) Rang Sharbaton (C) Ka Tu(D) Meethe Ghaat Ka(G) Paani Mujhe(G) Khud Mein Ghol De (Am)Toh Mere(F) Yaar Baat Bann(G) Jaani Main (G)Rang Sharbaton(C)Ka Tu(D) Meethe Ghaat Ka(G)Paani Main (G) Rang Sharbaton (C) Ka Tu(D) Meethe Ghaat Ka(G) Paani Mujhe(G) Khud Mein Ghol De (Am)Toh Mere(F) Yaar Baat Bann(G) Jaani (G)Maine Toh Dheere Se (Em)Neendon Ke Dhaage Se (C)Baandhaa Hai Khwaab Ko(G) Tere (G)Main Na Jahaan Chaahoon (Em)Na Aasmaan Chaahoon (C)Aaja Hisse Mein Tu (G)Mere Tu (G)Dhang Chaahaton(C) Ka Main (D)Jaise Koi (G)Naadaani Tu (G)Dhang Chaahaton(C) Ka Main(D) Jaise Koi (G)Naadaani Mujhe(G) Khud Mein Jod De(Am) Toh Mere (F)Yaar Baat Bann(G) Jaani (G)Rang Sharbaton(C)KaTu(D) Meethe Ghaat Ka(G)Paani Main (G) Rang Sharbaton (C) Ka Tu(D) Meethe Ghaat Ka(G...